Spis alfabetyczny tekstów piosenek:
Poniżej prezentujemy Wam tekst piosenki Aashiq Banaya Aapne , Aashiq Banaya Aapne
Zobacz także inne piosenki Aashiq Banaya Aapne
O...
(aashiq Banaya - 3 Aapne ) - 2
(tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein) - 2
Tere Bin
(tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye) - 2
Tere Bin
(meri Nigaaho Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Ja Paagal Samaa Hain ) - 2
(apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu ) -2
Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
Tere Bin Kaun Apna Sahaara
(aashiq Banaya - 3 Aapne ) - 2
(bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
Dardejigar Ka Yeh Sabab Hamko Mila Hain ) - 2
(betaabiyo Ne Hamko Chur Kar Diya Hain
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain ) - 2
Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain
Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain
Tere Bin Duri Ghat Ti Nahi Hain
(aashiq Banaya - 3 Aapne ) -
Zobacz również TELEDYSK do piosenki Aashiq Banaya Aapne w wykonaniu Aashiq Banaya Aapne
Serwis Młodzieżowy.pl, w tym cała redakcja, nie ponosi odpowiedzialności za tekst piosenki Aashiq Banaya Aapne - Aashiq Banaya Aapne . W przypadku naruszenia jakiś praw, prosimy o kontakt.