Tekst piosenki Chor Bazaari , Sunidhi Chauhan

Spis alfabetyczny tekstów piosenek:

Poniżej prezentujemy Wam tekst piosenki Chor Bazaari , Sunidhi Chauhan
Zobacz także inne piosenki Sunidhi Chauhan

 

SUNIDHI CHAUHAN & NEERAJ SHRIDHAR


Chor bazari do naino ki
Phele thi aadat jo hat gai
Pyaar ki jo teri meri
Umar aai thi woh ghat gai
Duniya ki to fikkar kahan thi
Teri bhi abb chinta ghat gai

Tu bhi tu hai
Mein bhi mein hoon
Duniya saari dekh ulat gayi
Tu na jaane mein na jaanu
Kaise saaari baat palat gai

Ghatni hi thi yeh bhi ghatna
Ghatte ghatte lo yeh ghat gayi
Aa chor bazari do naino ki
Phele thi aadat jo hat gai

(Tarif teri karna
Tujhe khone se darna
Haan bhul gaya abb tujhpe din mein char dafa marna) 2x

Pyaar khumari utari saari
Baaton ki badli bhi chhat gayi
Hum se main pe aaye aise
Mujhko to mein hi mein kat gayi

Ek hue the do se dono
Dono ki abb raahein kat gayi

Abb koi fikar nahi
Gum ka bhi zikar nahi
Haan hota hoon mein jis raste pe
Aaye khushi wohin
Aazad hoon mein tujhse
Aazad hai tu mujhse
Haan jo jee chahe
Jaise chahe karle raj yahin

Laj sharm ki choti moti jo thi dori
Woh bhi kat gai
Chauk chawbare gali molhalle
Khol ke main saare ghonghat gai

Tu na badli mein na badla
Dilli sari dekh badal gai

Ek minute mein duniya dari ki
Saaari samaj nikal gai
Haan Rang biranga pani peeke
Seedhi saadhi kudi begad gayi
Dekh ke mujhko hasta gaata
Sadh gai yeh duniya sadh gai

 

 

Serwis Młodzieżowy.pl, w tym cała redakcja, nie ponosi odpowiedzialności za tekst piosenki Chor Bazaari - Sunidhi Chauhan . W przypadku naruszenia jakiś praw, prosimy o kontakt.

 

R E K L A M A

Najpopularniejsze